Featured post

              एक घर के मोबाइल नम्बर पर “रॉंग नम्बर” से कॉल आई.. घर की एक औरत ने कॉल रिसीव की तो सामने से किसी अनजान शख्स की आवाज़ सुनकर उसने कहा ‘सॉरी रॉंग नम्बर’ और कॉल डिस्कनेक्ट कर दी.. उधर कॉल करने वाले ने जब आवाज़ सुनी तो वो समझ गया कि ये नम्बर किसी लड़की का है, अब तो कॉल करने वाला लगातार रिडाइल करता रहता है पर वो औरत कॉल रिसीव न करती। फिर मैसेज का सिलसिला शुरू हो गया जानू बात करो न!! मोबाइल क्यूँ रिसीव नहीं करती..? एक बार बात कर लो यार! उस औरत की सास बहुत मक्कार और झगड़ालू थी.. इस वाक़ये के अगले दिन जब मोबाइल की रिंग टोन बजी तो सास ने रिसीव कर लिया.. सामने से उस लड़के की आवाज़ सुनकर वो शॉक्ड रह गई, लड़का बार बार कहता रहा कि जानू! मुझसे बात क्यूँ नहीं कर रही, मेरी बात तो सुनो प्लीज़, तुम्हारी आवाज़ ने मुझे पागल कर दिया है, वगैरह वगैरह… सास ने ख़ामोशी से सुनकर मोबाइल बंद कर दिया जब रात को उसका बेटा घर आया तो उसे अकेले में बुलाकर बहू पर बदचलनी और अंजान लड़के से फोन पर बात करने का इलज़ाम लगाया.. पति ने तुरन्त बीवी को बुलाकर बुरी तरह मारना शुरू कर दिया, जब वो उसे बुरी तरह पीट च

Facebook Account को Hack होने से कैसे बचाएं ?

 Facebook Account को Hack होने से कैसे बचाएं ?
kisi bhi naye ya purane facebook account ko safe rakhana bahut jaruri hai. facebook को Hacking से बचाने के लिए इन security टिप्स को follow करें.


1) Strong possword use करें-
pehali chij jo aapko karna hai ki aise possword ka istemaal kijiye jo jaldi break naa ho sake. jaise ki
matlab yeh ki Possword me kam se kam 1 special character (@, #, %, &,) jarur use kare. agar aap possword me english ke small letters (a, b, c, d) ke sath sath capital letters (A, B, C, D,) use karte hai to possword aur stong ho jata hai.

2) 6 महीने में Possword Change करें-
agar aap apna possword har 6 mahine me badalte hai to aapka account secure rahega. usko koi hack nhi kar payega.
inn tips ka istemaal aap apne website/ blog ko hack hone se bhi bacha sakte hai.

3) अपने account में mobile number add करें-
agar aapke account me kuchh problem aa gayi to mobile number uske recovery me help karta hai. facebook account ko protect karne ke liye usme mobile number add karke verify kar lijiye.
isase aapko facebook account ke detail ke bare me sms milta rahega.

4) खुद के Computer/ mobile का use करें .
aap jis bhi computer par facebopok open karte hai uske IP address par aapka session activate ho jata hai. isliye kisi dusare computers jaise ki cybercafe par facebook account nhi chalaye.
lekin agar aap jis par bahut biswaas karte hai uske computer ko use kar sakte hai.

5) अपने possword को save मत कीजिये-
agar kabhi aapko dusare ke computers ya cybercafe par facebook account kholana padhe to aap kabhi bhi apni possword save naa kare.
aur baad me uss posword ko badal dijiye.

6) Spam link पर click ना करें -
ab yeh sawaal uthata hai ki aapko kaise malum chalrga ki kaun sa link spam hai.  iske liye mai aapse kahunga ki aap aise link par hi click kare jo clear ho aur aap usko achhe se padh paa rahe ho.
kyoki spammy links generally padhane me clear nhi hote hai.


7) history को delete करें-
jab aap facebook chalete hai to usase related search data browser me save ho jata hai. account logout karne ke baad usko delete karna naa bhule.

agar aap apne pc par facebook use kar rahe hai aur koi dusare log uss PC ka use nhi karenge to search history ko delete karne ki koi jarurat nhi hai.

एडवांस टिप्स जो फेसबुक अकाउंट security के लिए बहुत जरुरी है.

agar aap apne facebook account ko top hackers se bachana chahte hai to inn advance security tips ko follow kare-

1.) apne home page ke top par (jeha se aap logout karte hai) uss arrow par click kare. fir setting par click kare jaisa ki image me dikhaya gya hai.

Facebook Account को Hack होने से बचाने का तरीका


agale page par aap security par click kare. image me dekhe.

facebook security kaise badaye
iss page par aap sabhi jaruri security option ko activate kar sakte hai. isase aapka account hamesha ke liye secure rahega. agar aap unn sabhi option ko achhe se nhi samjhate to aap advance security ke liye kam se kam 3 option ko jarur activate kare 


1. login alert.

2. login approval.

3.trusted contacts- aap 3 -5 trusted contacts add kar sakte hai. (trusted contacts me aap apne close friends, relatives ko add kare. agar aap kabhi bhi facebook account ko kholane me koi problem hogi to ye trusted contacts aapka help karenge.)

inn tino option ko activate karne se aapka facebook account hamesha safe rahega.





Comments

Popular posts from this blog

निर्भया के बलात्कारीअफ़रोज़ की रिहाई परआक्रोश व्यक्त करती कविता

किसान आंदोलन मार्मिक कहानी

loading...